The Garden Songs Of Bollywood

Bollywood as the informal name given to the popular Mumbai-based film industry has produced a lot of good movies as well as good songs. Bollywood films are usually musicals. Few movies are made without at least one song-and-dance number, and I think this is the beautiful feature of Hindi film. You can simply say that I am one of fans of Hindi's songs. Thus, I create this blog as my album collection of them, and I want to share it also to you all. Hope you find your pleasure moment in it!

My Photo
Name:
Location: Medan, Sumatera Utara, Indonesia

Sehari-hari saya adalah dosen, ibu rumah tangga, dan CEO @Puding Art Medan. Keseharian saya diisi dengan mengajar, mengasuh dan merawat keluarga, serta menjadi trainer kursus puding art. Membagi ilmu, cerita dan pengalaman saya melalui blog ini didasari rasa ingin menorehkan jejak kenangan atas hidup yang sedang kujalani saat ini..

:: Lagu India-Bollywood ::11.3.06

Mann: Khushiyan Aur Gham Lyric

Hindi Song Title: Khushiyan Aur Gham
Hindi Movie/Album Name: MANN
Singer(s): UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL


Lyrics:

--Female--
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindagi kya kehti hai -- (2)

Apni khabhi to khabhi ajanebi,
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi.n,

Darr ya khabhi to khabhi tishnegi lageti hai ye to,

Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindagi kya kehti hai.

Khamoshiyo.n ki dheemee sada hai,
ye zindagi to rab ki duaa hai,

chud ke kisi ne isko dekha khabhi na,
ehsaas ki hai khushbhoo mehki hawa hai.

--Male--

Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.

ha ha ha haa mm mm mm mmm

Mann se kaho.n tum,
Mann ki suno tum,
Mann meet koi Mann ka suno tum,
Kuch bhi kahegi duniya,
Duniya ki chudo.

Palko mei.n sajaake jhilmil,
sapane bano.n tum.

--Female--
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.

--Male--
Apni khabhi to khabhi ajanebi,
--Female--
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi,
--Male--
Darr ya khabhi to khabhi tishnegi
--Female--
lageti hai ye to.

--Both--
Khushiya.n aur ghum sehte hai,
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.

0 Comments:

Post a Comment

<< Home